Shri Abhinandan Nath Chalisa

।। Chalisa ।। Rishabh-Ajit-Sambhav Abhinandan, Daya kare sab par dukh-bhanjan Janam-marana ke tute bandhan, Man mandir tishteh abhinandan।। Ayodhya nagari ati sundar, Karte rajya bhupati sanvar।। Siddhartha unki maharani, Sundarta mein thi lasani।। Rani ne dekhe shubh sapne, Barse ratan mahal ke angane।। Mukh mein dekha hasti samata, Kahlaai Teerthankar mata।। Janani udar Prabhu avatare, … Read more

Namokar Mahamantra Chalisa

।। Doha ।। Vandun Shri Arihant Pad, Siddh Nam Sukhakar। Suri Pathak Sadhugan, Hain Jag Ke Adhar ।। In Pancho Parmesthi Se, Sahit Mul Yeh Mantra। Aparajit V Anadi Hai, Namokar Shubh Mantra ।। Namokar Mahamantra Ko, Naman Karun Shatbar। Chalisa Parhakar Lahun, Swatmadham Sakar ।। ।। Chaupai ।। Ho Jaiwant Anadimantram, Namokar Aparajit Mantram … Read more

Shri Pushpadant Chalisa

|| Chalisa || Dukh se tapt marusthal bhav mein, Saghan vriksha sam chhayakar. Pushpadant pad-chhatra- Chhav mein hum ashray paave sukhakaar. Jambudvip ke Bharat kshetra mein, Kakandi namak nagari mein. Rajye kare Sugriva baladhari, Jayarama rani thi pyari. Navami Falgun Krishna balvani, Shodash swapna dekhti rani. Sut Tirthankar garbh mein aaye, Garbh kalyanak Dev manaye. … Read more

Shri Suparshwnaath Chalisa

|| Chalisa || Lok Shikhar ke vaasi hain Prabhu, Teerthankar Suparshva Jinnath. Nayan dwar ko khol khade hain, Aao! Virajo! He Jagannath || Sundar nagari Varanasi sthit, Rajya karein raja supratishthit. Prithvisena unki raani, Dekhe swapna solah abhirami || Teerthankar sut garbh mein aaye, Surgan aakar mod manaye. Shukla Jyeshtha Dwadashi shubh din, Janme Ahimindra … Read more

Shri Neminath Chalisa

|| Doha || Neminath Maharaj ka, Chalisa sukhakar. Moksha prapti ke liye, kahoon suno chitadhar. Chalisa chalis din, Tak kaho chalis baar. Badhe jagat sampatti sumat, Anupam shuddh vichar. || Chaupai || Jai-jai Neminath hitkari, Neel varn puran brahmachari. Tum ho baiswain teerthankar, Shankh chihn satdharm divakar. Swarg saman Dwarika nagari, Shobhit harshit uttam sagari. … Read more

Shri Arahnath Chalisa

|| Chalisa || Shri Arhannath Jinendra Gunakar, Gyan-daras-surav-bal ratnakar. Kalpavriksha sam sukh ke saagar, Paar huye nij aatm dhyaakar. Arhannath Nath Vasu ari ke naashak, Huye Hastinapur ke shaasak. Maa Mitrasena Pita Surdarsan, Chakravarti ban kiya digdarshan. Sahas chaurasi aayu prabhu ki, Avagahan thi tees dhanush ki. Varn suvarn samaan tha peet, Rog shok the … Read more

Shri Ajitnaath Chalisa

|| Chalisa || Shri Adinath ko shish nava kar, Sharade Maa ko dhyaay. Shuru karun Shri Ajitnath ka, Chalisa swapar sukhadaay. Jai Shri Ajitnath Jinraaj, Paavan chihn dhare Gajraaj. Nagar Ayodhya karte raaj, Jitaraj naamak Mahaaraaj. Vijaysena unki Mahaarani, Dekhe solah swapna lalaami. Divya vimaan vijay se chakar, Janani udar base Prabhu aakar. Shukla Dashami … Read more

Shri Sumtinath Chalisa

|| Chalisa || Shri Sumatinath ka karuna nirjhar, Bhavy jano tak pahuche jhar-jhar. Nayano mein Prabhu ki chhavi bhar kar, Nit chalisa padhe sab ghar-ghar. Jai Shri Sumatinath Bhagwan, Sabko do sadbuddhi-daan. Ayodhya nagari kalyani, Meghrath raja Mangala rani. Dono ke ati punya prajare, Jo Teerthankar sut avataare. Shukla Chaitra Ekadashi aayi, Prabhu janm ki … Read more