Misc

Shri Mahaveer Ji Ki Aarti

Shri Mahaveer Ji Ki Aarti English Lyrics

Misc ✦ Aarti (आरती संग्रह) ✦ English
Share This

Join HinduNidhi WhatsApp Channel

Stay updated with the latest Hindu Text, updates, and exclusive content. Join our WhatsApp channel now!

Join Now

|| Shri Mahaveer Ji Ki Aarti PDF ||

Om Jai Mahavir Prabhu,
Swami Jai Mahavir Prabhu ।
Kundalpur Avtari,
Chandanpur Avtari,
Trishla-Nand Vibhu ॥

Sidhharath Ghar Janme,
Vaibhav Tha Bhari ।
Baal-Brahmchari Vrat,
Paalyo Tap Dhaari ॥

॥ Om Jai Mahavir Prabhu…॥

Atam Gyan Viragi,
Sum Drishti Dhari ।
Maya-Moh Vinashak,
Gyaan Jyoti Jari ॥

॥ Om Jai Mahavir Prabhu…॥

Jag Mein Path Ahimsa,
Aap Hi Vistaryo ।
Hinsa Pap Mitakar,
Sudharam Paricharyo ॥

॥ Om Jai Mahavir Prabhu…॥

Amar Chand Ko Sapana,
Tumne Prabhu Deena ।
Mandir Teen Shikhar Ka,
Nirmit Hai Keena ॥

॥ Om Jai Mahavir Prabhu…॥

Jaipur Nrap Bhi Tere,
Atishay Ke Sewi ।
Ek Gram Tinh Dino,
Sewa Hit Yeh Bhi ॥

॥ Om Jai Mahavir Prabhu…॥

Jal Main Bhinn Kamal Jo,
Ghar Main Bal Yati ।
Raaj Path Sab Tyage,
Mamta Moh Hati ॥

॥ Om Jai Mahavir Prabhu…॥

Bhumandal chandanpur,
Mandir Mandhy Lase ।
Shant Jinishwar Murat,
Darshan Paap Lase ॥

॥ Om Jai Mahavir Prabhu…॥

Jo Koi Tere Dar Par,
Ichcha Kar Aave ।
Dhan Sut Sab Kuch Pave,
Sankat Mit Jave ॥

॥ Om Jai Mahavir Prabhu…॥

NishDin Prabhu Mandir Mein,
Jagmug Jyoti Jale ।
Hum Sevak Charnon Mein,
Anand Maund Bharen ॥

॥ Om Jai Mahavir Prabhu…॥

Om Jai Mahavir Prabhu,
Swami Jai Mahavir Prabhu ।
Kundalpur Avtari,
Chandanpur Avtari,
Trishla-Nand Vibhu ॥

Found a Mistake or Error? Report it Now

Download Shri Mahaveer Ji Ki Aarti MP3 (FREE)

♫ Shri Mahaveer Ji Ki Aarti MP3
Shri Mahaveer Ji Ki Aarti PDF

Download Shri Mahaveer Ji Ki Aarti PDF

Shri Mahaveer Ji Ki Aarti PDF

Leave a Comment

Join WhatsApp Channel Download App