Download HinduNidhi App
Share This

|| Aarti ||

Jai Padmaprabhu Deva,
Swami Jai Padmaprabhu Deva
Jai Padmaprabhu Deva,
Swami Jai Padmaprabhu Deva

Tum bin kaun jagat mein mera ,
paar karo Deva
Jai Padmaprabhu Deva,
Swami Jai Padmaprabhu Deva

|| Tum bin kaun jagat mein mera…|| 

Tum ho agam agochar,
Swami hum hain agyaani
Aprampar tumhari mahima,
Kahu na jaani

|| Tum bin kaun jagat mein mera…|| 

Vighn nivaro sankat taaro,
Hum aaye sharana
Kumati hata sumati dijiyo,
Kar jor pare charana

|| Tum bin kaun jagat mein mera…|| 

Paaon pare ko paar lagaaya,
Sukh sampati data
Shripal ka kasht hataakar,
Suvarna tan keena

|| Tum bin kaun jagat mein mera…|| 

|| Iti Shri Padmaprabhu Aarti ||

Found a Mistake or Error? Report it Now

Download HinduNidhi App

Download Shri Padmaprabhu Aarti PDF

Shri Padmaprabhu Aarti PDF

Leave a Comment