|| Doha ||
Shri Vaman Sharan Jo Aayake,
Dhare Vivek Ka Dhyan.
Shri Vaman Prabhu Dhyan Dhar,
Deyo Abhay Varadan.
Sankat Mukta Nik Rakiyo,
Hey Lakshmipati Kartar.
Charan Sharan De Leejiye,
Vishnu Batuk Avtar.
|| Chaupai ||
Jay Jay Jay Aman Balabira,
Tino Lok Tumhi Randheera.
Brahman Gun Roop Dharo Jab,
Tona Bhari Naam Pado Tab.
Bhadro Shukla Dwadashi Aayo,
Vaman Baba Naam Kahaayo.
Bayen Ang Janeu Saje,
Tino Lok Mein Danka Baje.
Sar Mein Kamandal Chhatra Viraje,
Mastak Tilak Kesariya Saje.
Kamar Langota Charan Khadau,
Vaman Mahima Nishadin Gaau.
Choti Adivya Sada Sir Dhare,
Deen Dukhi Ke Pranam Haare.
Dharo Roop Jab Divya Vishala,
Bali Bhayo Tab Ati Kangala.
Roop Dekh Jab Ati Visarala,
Samajh Gaya Nap Hai Jag Sara.
Nas Bali Ne Jab Hosh Sambhala,
Prakat Bhaye Tab Deen Dayala.
Divya Jyoti Bankut Nivasa,
Vaman Naam Mein Hua Prakasha.
Deepak Jo Koi Nitya Jalata,
Sankat Kate Amar Ho Jaata.
Jo Koi Tumhari Aarti Gaata,
Putra Prapti Pal Bhar Mein Paata.
Tumhari Sharan Hey Jo Aata,
Sada Sahay Lakshmi Mata.
Shri Hari Vishnu Ke Avtar,
Kashyap Vansh Aditi Dulaare.
Vaman Gram Se Shri Hari Aari,
Mahima Nyari Poorn Bhari.
Bhare Kamandal Adbhut Neera,
Jahan Par Kripa Mite Sab Peeda.
Poora Hua Na Bali Ka Sapna,
Tino Lok Tino Apna.
Poorn Bhari Pal Mein Ho,
Rakshas Kul Ko Turant Ro.
Tumhara Vaibhav Nahi Bakhaana,
Sur Nar Muni Sab Gaave Hi Gaana.
Chit Din Dhyan Dharo Va Man Ko,
Rog Rin Na Koi Tan Ko.
Aaye Vaman Dwaara Man Ko,
Sab Jan Jan Aur Jeevan Dhan Ko.
Tino Lok Mein Mahima Nyari,
Patal Lok Ke Ho Aabhaari.
Jo Jan Naam Ratt Hai Tumhara,
Rakhte Baba Us Par Pahara.
Krishna Naam Ka Naata Gehara,
Charan Sharan Jo Tumhari Thahara.
Panchvati Mein Shor Nivaasa,
Charo Aur Tum Ho Prakasha.
Haath Mein Pothi Sada Viraja,
Rank Ka Kiya Aacharan Pal Mein Raja.
Sampati Sumiti Tore Darwaaje,
Dhol Nigaade Gaaje Baaje.
Kesar Chandan Tumko Saje,
Vaman Gram Mein Tumhe Hi Viraje.
Riddhi Siddhi Ke Daata Tum Ho,
Deen Dukhi Ke Bhrata Tum Ho.
Vaman Gram Ke Tum Jagpala,
Tum Bin Paaye Na Koi Nivala.
Tumhari Gaaye Sada Jo Sharana,
Unki Iccha Puri Karna.
Nikat Nivaas Gomti Mata,
Dukh Daridra Ko Door Bhagata.
Tumhara Gaan Sada Jo Gaata,
Unke Tum Ho Bhagya Vidyata.
Bhoot Pishach Naam Sun Bhagaye,
Asur Jati Khar-Khar-Khar Khaapen.
Vaman Mahima Jo Jan Gaaye,
Janm Maran Ka Ko Kachu Chhooti Jaaye.
Ant Kaal Baikunth Mein Jaaye,
Divya Jyoti Mein Vahan Chip Jaaye.
|| Doha ||
Charan Sharan Nij Rakiyon,
Aditi Mai Ke Laal.
Chat Si Chhaya Rakiyon,
Tulsidas Haridas.
Found a Mistake or Error? Report it Now