Download HinduNidhi App
Misc

Shri Bharat Bhagwan Aarti

MiscAarti (आरती संग्रह)English
Share This

|| Aarti ||

Jai Jai Shri Bharatjin,
Tum Ho Tarun Taran.
Bhavijan Pyare,
Indra Dharanendra
Stuti Dhara Tumhare.

Prabhu Tum
Sarvarthasiddhi Se Aaye,
Mata Sunanda Ke
Priya Sut Kahaaye.
Aadi Nrip Ke Nandan,
Tumko Shat Shat Vandan,
Hon Hamare.

Indra Dharanendra
Stuti Dhara Tumhare…

Karmayug Mein Hue
Tum Vidhata,
Lokhit Maarg Ke
Tum Hi Gyata.
Ank, Akshar, Kala,
Tumse Prakate Prabho!
Shilp Saare.

Indra Dharanendra
Stuti Dhara Tumhare…

Dekhe Sirakesh Ki Shuklata Ko,
Raj Chhod Gaye Dev Van Ko.
Yog Sadha Kathin,
Karma Bandhan Gahan,
Toda Daale.

Indra Dharanendra
Stuti Dhara Tumhare…

Siddh Paramatma
Pad Pa Gaye Tum,
Shambhu Brahma
Jineshwar Hue Tum.
Sir Navaate Hue,
Gunagan Gaate Hue,
Gandhar Haare.

Indra Dharanendra
Stuti Dhara Tumhare…

Nath Apni Charan
Bhakti Dije,
Aatm-Gun Sindhu
Mein Man Kije.
Cheeje Aavaagan,
Shivpur Mein Ho Gaman,
Karma Jhaare.

Jai Jai Shri Bharatjin,
Tum Ho Tarun Taran.
Bhavijan Pyare,
Indra Dharanendra
Stuti Dhara Tumhare.

Found a Mistake or Error? Report it Now

Download HinduNidhi App

Download Shri Bharat Bhagwan Aarti PDF

Shri Bharat Bhagwan Aarti PDF

Leave a Comment