Download HinduNidhi App
Share This

|| Aarti ||

Devi Durga Uma,
Vishwa Janani Rama, Maat Tara,
Ek Jagadamba tera sahara,
Devi Durga Uma,
Vishwa Janani Rama, Maat Tara,
Ek Jagadamba tera sahara,

Tu hi Vaishnavi Moh Maya,
Tune saare jag ko banaya,
Charan kamalon mein Maa,
Rahta mastak navaan, yeh hamara,
Ek Jagadamba tera sahara,
Devi Durga Uma,
Vishwa Janani Rama, Maat Tara,
Ek Jagadamba tera sahara,

Shailja Skand Mata Bhavani,
Parvati Rudrakali Brahmani,
Sarv buddhi var de,
Asht Siddhi var de,
Tu apara,
Ek Jagadamba tera sahara,
Devi Durga Uma,
Vishwa Janani Rama, Maat Tara,
Ek Jagadamba tera sahara,

Punyavano ke ghar sampada tu,
Papiyon ke bhavan aapda tu,
Kul ki lajja tu hi,
Sadhu shraddha tu hi,
Gun apara,
Ek Jagadamba tera sahara,
Devi Durga Uma,
Vishwa Janani Rama, Maat Tara,
Ek Jagadamba tera sahara,

Jinke mundan ki gale malika hain,
Srinjati sanjati talika hain,
Roop vikrali ka,
Chandika Kalika Rudra Tara,
Ek Jagadamba tera sahara,
Devi Durga Uma,
Vishwa Janani Rama,Maat Tara,
Ek Jagadamba tera sahara,

Man vachan dono ne haar khai,
Tera maya nahi paar pai,
Kya karein nirvachan,
Ved Neti kathan, karke haara,
Ek Jagadamba tera sahara,
Devi Durga Uma,
Vishwa Janani Rama, Maat Tara,
Ek Jagadamba tera sahara,

Hain hazaaron hi aparadh mera,
Hoon adham paatakī to bhi tera,
Dusht hove ada,
To bhi Maa ko sada, putra pyara,
Ek Jagadamba tera sahara,
Devi Durga Uma,
Vishwa Janani Rama, Maat Tara,
Ek Jagadamba tera sahara,

Teri jyoti se ho divakar,
Tav prabha se sushobhit sudhakar,
Devi sevak par ho,
Daya ki nazar ka ishara,
Ek Jagadamba tera sahara,
Devi Durga Uma,
Vishwa Janani Rama, Maat Tara,
Ek Jagadamba tera sahara.

Found a Mistake or Error? Report it Now

Download HinduNidhi App
Shri Uma Devi Chalisa PDF

Download Shri Uma Devi Chalisa PDF

Shri Uma Devi Chalisa PDF

Leave a Comment