Shri Suparshwnaath Chalisa

|| Shri Suparshwnaath Chalisa PDF || Lok Shikhar ke vaasi hain Prabhu, Teerthankar Suparshva Jinnath. Nayan dwar ko khol khade hain, Aao! Virajo! He Jagannath || Sundar nagari Varanasi sthit, Rajya karein raja supratishthit. Prithvisena unki raani, Dekhe swapna solah abhirami || Teerthankar sut garbh mein aaye, Surgan aakar mod manaye. Shukla Jyeshtha Dwadashi shubh…

Shri Pushpadant Aarti

|| Shri Pushpadant Aarti PDF || Om Jai Pushpadant Swami, Prabhu Jai Pushpadant Swami Kakandi mein janmein, Tribhuvan mein naami || Om Jai Pushpadant Swami ||  Falgun Krishna Navami, Garbh kalyan hua Jayarama Sugriva maat-pitu, Harsh mahaan hua || Om Jai Pushpadant Swami ||  Magashir Shukla Ekam, Janma kalyanak hai Tap kalyanak se bhi, Yeh…

Shri Pushpadant Chalisa

|| Shri Pushpadant Chalisa PDF || Dukh se tapt marusthal bhav mein, Saghan vriksha sam chhayakar. Pushpadant pad-chhatra- Chhav mein hum ashray paave sukhakaar. Jambudvip ke Bharat kshetra mein, Kakandi namak nagari mein. Rajye kare Sugriva baladhari, Jayarama rani thi pyari. Navami Falgun Krishna balvani, Shodash swapna dekhti rani. Sut Tirthankar garbh mein aaye, Garbh…

Shri Sammed Shikhar Chalisa

|| Shri Sammed Shikhar Chalisa PDF || || Doha || Shashwat teertharaj ka, Hai yah shikhar vishal, Bhakti bhav se main rachoon, Chalisa nat bhaal. Jin parameshthi siddh ka, Man mein karke dhyan, Karun shikhar sammed ka, Shraddha se gun-gaan. Katha shikhar Ji ki sada, Sukh santosh pradaay, Nitya niyam is path se, Karm bandh…

Shri Naminat Chalisa

|| Shri Naminat Chalisa PDF || Satat pujyaniya Bhagwan, Naminath Jin mahimawan. Bhakt karen jo man mein dhyaay, Pa jaate mukti varadaan. Jay Shri Naminath Jin Swami, Vasu gun mandit Prabhu pranamaami. Mithila nagari prant Bihar, Shri Vijay rajya kare hitakar. Vipra Devi Maharani thin, Roop gunon ki ve khani thin. Krishnashwin dwitiya sukhadaata, Shodash…

Shri Gyan Chalisa

|| Shri Gyan Chalisa PDF || Paani peeve chaan kar, Jeev jantu bach jaaye! Jeev daya ati punya hain, Rog nikat nahi aaye!! Jhoothe purusho se kabhi, Koi na karta preet! Sachche aadar paate hain, Jag jas lete jeet!! Chor nitya chori kare, Rahe na kuch bhi paas! Vano pahado bhagate, Dukh paave din raat!!…

Shri Vasupujy Chalisa

|| Shri Vasupujy Chalisa PDF || || Doha || Vaasu pujya maharaj ka, Chalisa sukhakaar. Vinay prem se bochiye, Karak dhyan vichar. || Chaupai || Jai shri Vaasu pujya sukhakaari, Deen dayaal baal brahmachaari. Adbhut champapur rajdhani, Dharmi nyaayi gyaani daani. Vaasu pujya yahaan ke raaja, Karte raaj kaaj nishkaaja. Aapas mein sab prem badhane,…

Shri Bade Baba Kundalpur Chalisa

|| Shri Bade Baba Kundalpur Chalisa PDF || || Doha || Dukh haran mangal karan, Mahavir Bhagwan. Tinke charanavind ko Bar-bar pranam. Shri Dhar Kevali Moksha gaye, Kundal Giri se aaye. Tinke pad ko vandate, Pap klesh mit jaaye. || Chaupai || Bade Baba ka sumare nama, Puran hove bigade kaama. Jisne naam japa Prabhu…

Shri Sheetalnath Chalisa

|| Shri Sheetalnath Chalisa PDF || || Doha || Siddh Prabhu ko namaskar kar, Arihanto ka dhyan. Aacharaj uvadhay ko, Karta nitya pranam. Sheetal Prabhu ka naam hai, Sheetalta ko paaye. Sheetal Chalisa padhe, Shat shat sheesh jhukaaye. || Chaupai || Sheetal Prabhu Jindev hamare, Jag santap se karo kinaare. Chandra bimb na chandan Sheetal,…

Shri Sumtinath Chalisa

|| Shri Sumtinath Chalisa PDF || Shri Sumatinath ka karuna nirjhar, Bhavy jano tak pahuche jhar-jhar. Nayano mein Prabhu ki chhavi bhar kar, Nit chalisa padhe sab ghar-ghar. Jai Shri Sumatinath Bhagwan, Sabko do sadbuddhi-daan. Ayodhya nagari kalyani, Meghrath raja Mangala rani. Dono ke ati punya prajare, Jo Teerthankar sut avataare. Shukla Chaitra Ekadashi aayi,…

Shri Ajitnaath Chalisa

|| Shri Ajitnaath Chalisa PDF || Shri Adinath ko shish nava kar, Sharade Maa ko dhyaay. Shuru karun Shri Ajitnath ka, Chalisa swapar sukhadaay. Jai Shri Ajitnath Jinraaj, Paavan chihn dhare Gajraaj. Nagar Ayodhya karte raaj, Jitaraj naamak Mahaaraaj. Vijaysena unki Mahaarani, Dekhe solah swapna lalaami. Divya vimaan vijay se chakar, Janani udar base Prabhu…

Shri Chandraprabhu Chalisa

|| Shri Chandraprabhu Chalisa PDF || || Doha || Sheesh nava Arihant ko, Siddhan karun pranam. Upadhyay Acharya ka, Le sukhkari naam. || Chaupai || Jai-jai Swami Shri Jin Chanda, Tumko nirakh bhaye ananda. Tum hi Prabhu Devan ke deva, Karun tumhare pad ki seva. Vesh Digambar kahalata hai, Sab jag ke man bhaata hai….

Shri Arahnath Chalisa

|| Shri Arahnath Chalisa PDF || Shri Arhannath Jinendra Gunakar, Gyan-daras-surav-bal ratnakar. Kalpavriksha sam sukh ke saagar, Paar huye nij aatm dhyaakar. Arhannath Nath Vasu ari ke naashak, Huye Hastinapur ke shaasak. Maa Mitrasena Pita Surdarsan, Chakravarti ban kiya digdarshan. Sahas chaurasi aayu prabhu ki, Avagahan thi tees dhanush ki. Varn suvarn samaan tha peet,…

Shri Neminath Chalisa

|| Shri Neminath Chalisa PDF || || Doha || Neminath Maharaj ka, Chalisa sukhakar. Moksha prapti ke liye, kahoon suno chitadhar. Chalisa chalis din, Tak kaho chalis baar. Badhe jagat sampatti sumat, Anupam shuddh vichar. || Chaupai || Jai-jai Neminath hitkari, Neel varn puran brahmachari. Tum ho baiswain teerthankar, Shankh chihn satdharm divakar. Swarg saman…

Shri Suparshwnath Aarti

|| Shri Suparshwnath Aarti PDF || Aao sabhi mil Aarti karke, Shri Suparshva gun gaane karein. Mukti Rama Pati ki Aarti, Sab bhavyon ka kalyan karein॥ Dhanpati ne aa nagar Banaras, Mein ratnon ki varsha ki. Garbh base Bhadon Sudi Shashthi, Prithvi Sena maan harshi, Garbh Kalyanak ki vah tithi bhi, Mangalmay Bhagwan karein॥ Mukti…

Shri Shreyanshnath Aarti

|| Shri Shreyanshnath Aarti PDF || Prabhu shreyans ki aarti kije, Bhav bhav ke patak har lije. Prabhu shreyans ki aarti kije, Bhav bhav ke patak har lije. Swarn varnamay prabha niraali, Moorti tumhari hain manhaari. Simhapuri mein jab tum janme, Suragan janm kalyaank karate. Prabhu shreyans ki aarti kije, Bhav bhav ke patak har…

Shri Ajitnath Aarti

|| Shri Ajitnath Aarti PDF || Jai Shri Ajit Prabhu, Swami Jai Shri Ajit Prabhu. Kasht nivaarak Jinvar, Taaranhaar Prabhu. Pita tumhare jitshatru aur, Maa Vijaya Rani. Swami Maa Vijaya Rani, Maagh Shukla Dashami ko janme, Tribhuvan ke Swami. Swami Jai Shri Ajit Prabhu. Ulkapat dekh kar Prabhu Ji, Dhaar vairaagya liya. Swami Dhaar vairaagya…

Shri Suvidhinath Aarti

|| Shri Suvidhinath Aarti PDF || Om Jai Pushpadant Swami, Prabhu Jai Pushpadant Swami। Aarti tumhari utaru, Aarti tumhari utaru, Ho Antaryami। || Om Jai Pushpadant Swami…||  Jayarama hai maat aapki, Pitu Sugriva kahaya। Prabhu Pitu Sugriva kahaya, Kshatriyakul Ikshwaku vansh mein। Kshatriyakul Ikshwaku vansh mein, Kashyap gotra suhay। || Om Jai Pushpadant Swami…||  Kakandi Nagari…

Shri Sumtinath Aarti

|| Shri Sumtinath Aarti PDF || Jai Sumatinath Deva, Swami Jai Sumatinath Deva. Karun tumhari Aarti, Swami Meto Agh Mera. Maat Mangala, Pita Megharath, Tinke Prabhu Janme. Swami Tinke Prabhu Janme. Dhany hua hai nagar Ayodhya, Dev jaha utare. || Jai Sumatinath Deva…|| Sumatinath ki pratima hai Yah atishay dikhlati. Swami Atishay dikhlati. Bhakti bhav se…

Shri Bahubali Swami Aarti

|| Shri Bahubali Swami Aarti PDF || Chanda tu la re chandaniya, Suraj tu la re kirana… Tara soo jadi re thari aarti Re Baba naina sanwaru… || Chanda tu la re chandaniya…|| Adinath ka ladla ji, Nanda ma ka jaya… Rajpat ne thokar mari, Chhodi sari maya… Ban gaya ahimsadhari, Bahubali avatari Tara soo jadi…

Shri Vimalnath Aarti

|| Shri Vimalnath Aarti PDF || Aarti karo re, Terahven Jinvar Vimalnath ki Aarti karo re।। Kritvarma pitu rajdulare, Jayshyama ke pyare। Kampilapuri mein janma liya hai, Sur nar vande sare।। Nirmal trai gyan sahit Swami ki aarti karo re।। || Aarti Karo Re…|| Shubh Jyeshtha Vadi Dashami Prabhu ki, Garbhagam tithi mani jati। Hai janma…

Shri Sheetalnath Aarti

|| Shri Sheetalnath Aarti PDF || Om Jay Sheetalnath Swami, Swami Jay Sheetalnath Swami। Ghee deepak se karo Aarti, Ghee deepak se karo Aarti। Tum Antaryami, Om Jay Sheetalnath Swami॥ || Om Jay Sheetalnath Swami…|| Bhadidalpur mein janam liya Prabhu, Driddhrath pitu naami, Swami Driddhrath pitu naami। Maat Sunanda ke Nanda tum, Shivpath ke Swami॥…

Shri Vaidyanathaashtakam

|| Shri Vaidyanathaashtakam PDF || Shri Rama Soumitrijatayuveda Shadananaaditya Kujarchitaaya। Shri Neelakanthaaya Dayaamayaaya Shri Vaidyanathaaya Namah Shivaaya । Ganga Pravaahendu Jataadharaaya Trilochanaaya Smara Kalahantrae। Samasta Devairabhipoojitaaya Shri Vaidyanathaaya Namah Shivaaya । Bhaktaah Priyaaya Tripuraantakaaya Pinaakine Dushtaharaaya Nityam। Pratyaksha Leelaaya Manushya Loke Shri Vaidyanathaaya Namah Shivaaya । Prabhootavaataadi Samasta Roga Pranaashakatre Munivanditaaya। Prabhaakarendvagnivilochanaaya Shri Vaidyanathaaya Namah…

Kunthunath Aarti

|| Kunthunath Aarti PDF || Shri Kunthunath Prabhu Ki, Hum Aarti Karte Hain Aarti Karke Janam-Janam Ke Paap Vinashate Hain Sansarik Sukh Ke Sang Aatmik Sukh Bhi Milte Hain Shri Kunthunath Prabhu Ki, Hum Aarti Karte Hain Shri Kunthunath Prabhu Ki, Hum Aarti Karte Hain Jab Garbh Mein Prabhu Tum Aaye-Haan Aaye, Pitu Surasen Shrikanta…

Shri Mallinath Aarti

|| Shri Mallinath Aarti PDF || Mallinath Prabhu ki aarti kije, Pancham gati ka nij sukh leeje Mithila Nagari Janme Swami, Prajavati Maa Hain Jaganaami Mallinath Prabhu ki aarti kije, Pancham gati ka nij sukh leeje Kumbharaj Pitu Tum Sam Shishu Paa, Kahalaaye Sachmuch Ratnakar Mallinath Prabhu ki aarti kije, Pancham gati ka nij sukh…

Shri Abhinandan Nath Aarti

|| Shri Abhinandan Nath Aarti PDF || Abhinandan Prabhu Ji ki aaj, Hum sab aarti karein। Bada saancha Prabhu ka darbar, Sab mil aarti karein ।। Raja swayamvar ke ghar Jab the janmein, Indragan aa Meru pe Abhishek karte, Nagri Ayodhya mein khushiyan apar, Praja jan utsav karein।। || Abhinandan Prabhu Ji Ki Aaj… || …

Shri Aacharya Vidyasagar Aarti

|| Shri Aacharya Vidyasagar Aarti PDF || Vidyasagar ki, Gunagar ki, Shubh mangal deep sajaye ke। Aaj Utarun Aartiya….. Mallappa Shri, Shrimati ke Garbh vishain guru aaye। Graam Sadalga janm liya hai, Sabjan mangal gaye॥ Na raagi ki, dweshi ki, Shubh mangal deep sajaye ke। Guru ji sab jan mangal gaye, Aaj Utarun Aartiya….. Guruvr…

Shri Anantnath Aarti

|| Shri Anantnath Aarti PDF || Karte hain Prabhu ki aarti, Aatmajyoti jalegi। Prabhuvr anant ki bhakti, Sadaa saukhya bharegi।। Hey tribhuvan swami, Hey antaryaami ।। Karte hain Prabhu ki aarti, Aatmajyoti jalegi… Hey sinhasen ke rajdulaare, Jayashyama ke pyaare। Saaketpuri ke naath, Anant gunaakar tum nyaare।। Teri bhakti se har prani Mein shakti jagegi,…

Shri Vaidyanatha Ashtakam With Meaning

|| Shri Vaidyanatha Ashtakam With Meaning PDF || Sree rama soumithri jatayu veda, Shadanadithya kujarchithya, Sree neelakandaya daya mayaya, Sree vaidyanathaya namasivaya. I salute that God Shiva, Who is the king among physicians,Who is worshipped by Rama and Lakshmana,Who is woshipped by Jatayu, Who is worshipped by the Vedas, Who is worshipped by Lord Subrahmanya,…

Shri Khatu Shyam Ashtak

|| Shri Khatu Shyam Ashtak || || Doha || Guru Ganapati Sharad Sharan, Naumi Shyam Din Rain। Ashtak Sat Chitt Smiran, Pradat Sakal Sukh Chain॥ Khatoo Dar Kalimal Haran, Vipat Vimuch Mridu Vain। Viplav Vandak Prabhu Charan, Sadya Harat Hari Dain॥ || Chaupai || Jay Yakshap Kul Koti Chaurasi, Suryavarch Adhipati Avinashi Jayati Pratap Prakhar…

Shri Bahubali Aarti

|| Shri Bahubali Aarti PDF || Jai Jai Shri Bahujin, Tum Ho Tarun Taran. Bhavijan Pyare, Indra Dharanendra Stuti Dhara Tumhare. Prabhu Tum Sarvarthasiddhi Se Aaye, Mata Sunanda Ke Priya Sut Kahaaye. Aadi Nrip Ke Nandan, Tumko Shat Shat Vandan, Hon Hamare. Indra Dharanendra Stuti Dhara Tumhare… Karmayug Mein Hue Tum Vidhata, Lokhit Maarg Ke…

Shri Bharat Bhagwan Aarti

|| Shri Bharat Bhagwan Aarti PDF || Jai Jai Shri Bharatjin, Tum Ho Tarun Taran. Bhavijan Pyare, Indra Dharanendra Stuti Dhara Tumhare. Prabhu Tum Sarvarthasiddhi Se Aaye, Mata Sunanda Ke Priya Sut Kahaaye. Aadi Nrip Ke Nandan, Tumko Shat Shat Vandan, Hon Hamare. Indra Dharanendra Stuti Dhara Tumhare… Karmayug Mein Hue Tum Vidhata, Lokhit Maarg…

Shri Arahnath Aarti

|| Shri Arahnath Aarti PDF || Jai Arhannath Deva, Swami Arhannath Deva Aarti Teri Aarti Haari, Aarti Teri Aarti Haari Kare Karam Cheva, Jai Arhannath Deva || Jai Arhannath Deva…|| Hastinapur Mein Janm Liyo Hai, Jan Jan Sukhakari Swami Jan-Jan Sukhakari, Ray Sudarshan Mitra Aangan Ray Sudarshan Mitra Aangan, Ratnavrishti Bhari || Jai Arhannath Deva…||…

Shri Naminath Aarti

|| Shri Naminath Aarti PDF || Shri Naminath Jineshwar Prabhu Ki, Aarti Hai Sukhakari Bhav Dukh Harati, Sab Sukh Bharati, Sada Saukhya Karatari Shri Naminath Jineshwar Prabhu Ki… Mithila Nagari Dhany Ho Gayi, Tum Sam Surya Ko Paake Maat Vappila, Vijay Pita, Janmotsav Khoob Manate Indra Janma Kalyan Manane, Swarg Se Aate Bhari Shri Naminath…

Shri Neminath Aarti

|| Shri Neminath Aarti PDF || Jai Neminath Swami, Prabhu Jai Neminath Swami Jai Neminath Swami, Prabhu Jai Neminath Swami Tum Ho Bhavadhi Tarak Prabhu Ji, Tum Ho Bhavadhi Tarak Prabhu Ji Antar Ke Yami Swami, Jai Neminath Swami || Jai Neminath Swami…|| Samavasharan Mein Aap Viraje, Samavasharan Mein Aap Viraje Khire Madhur Vani Swami,…

Shri Ranganatha Ashtakam With Meaning

|| Shri Ranganatha Ashtakam With Meaning PDF || Anandarope Nijabodharope Brahmaswaroope ShrutimortiRope Shashanka-Roope Ramaneeya-Rope Sri Rangarope Ramatam Mano Me My mind delights in the divine form of Sri Ranganatha) that form (resting on the Adisesha) absorbed in bliss (Ananda Rupe), and immersed in his own self (Nija Bodha Rupe); that form embodying the essence of…

Shri Padmaprabhu Aarti

|| Shri Padmaprabhu Aarti PDF || Jai Padmaprabhu Deva, Swami Jai Padmaprabhu Deva Jai Padmaprabhu Deva, Swami Jai Padmaprabhu Deva Tum bin kaun jagat mein mera , paar karo Deva Jai Padmaprabhu Deva, Swami Jai Padmaprabhu Deva || Tum bin kaun jagat mein mera…||  Tum ho agam agochar, Swami hum hain agyaani Aprampar tumhari mahima,…

Shri Bhavani Ashtakam

|| Shri Bhavani Ashtakam PDF || Na tato na mata na Bandhur na data Na putro na putri Na bhṛtyo na bharta Na jaya na vidya Na vṛttirmamaiva Gatih tvam gatih | Tvam tvameka bhavani || Bhavabdhavapare Mahaduhkhabhiru Papata prakai Pralobhi pramattah Kusamsarapasa Prabaddhah sadaham Gatih tvam gatih | Tvam tvameka bhavani || Na janami…

Shri Sayinath Ashtakam

|| Shri Sayinath Ashtakam PDF || Patrigram Samudbhutam Dwarakamayi Vasinam Bhaktabhishtapradam Devam Sayinatham Namamyaham॥ Mahonnat Kulejatam Kshirambudhi Same Shubhe Dvijarajam Tamoghnam Tam Sayinatham Namamyaham॥ Jagaddharanartham Yo Nararupadharo Vibhuh Yoginam Cha Mahatmanam Sayinatham Namamyaham॥ Sakshatkare Jaye Labhe Swatmaramo Guroh Mukhat Nirmalam Mama Gatram Cha Sayinatham Namamyaham॥ Yasya Darshan Matrena Nashyanti Vyadhi Kotayah Sarve Papah Pranashyanti Sayinatham…

Shri Chandraprabhu Aarti

|| Shri Chandraprabhu Aarti || Jay Chandraprabhu Deva, Swami Jay Chandraprabhu Deva। Tum Ho Vighna Vinashak Swami, Tum Ho Vighna Vinashak Paar Karo Deva, Swami Paar Karo Deva॥ || Jay Chandraprabhu Deva…|| Maat Sulakshana Pita Tumhare Mahasen Deva। Chandra Puri Mein Janam Liyo Hain Swami Devon Ke Deva ॥ Tum Ho Vighna Vinashak, Swami Paar…

Shri Krishnashtakam

|| Shri Krishnashtakam PDF || Vasudeva Sutam Devam Kansa Chanura Mardanam। Devaki Paramanandam Krishnam Vande Jagadgurum॥ Atasi Pushpa Sankasham Hara Nupura Shobhitam। Ratna Kankana Keyuram Krishnam Vande Jagadgurum॥ Kutilalaka Samyuktam Purnachandra Nibhananam। Vilasat Kundaladharam Krishnam Vande Jagadgurum॥ Mandara Gandha Samyuktam Charuhasam Chaturbhujam। Barhi Pinchhava Chudangam Krishnam Vande Jagadgurum॥ Utphulla Padmapatraksham Nila Jimuta Sannibham। Yadavanam Shiroratnam…

Shri Achyutashtakam

|| Shri Achyutashtakam PDF || Achyutam Keshavam Ramanarayanam Krishnadamodaram Vasudevam Harim। Shridharam Madhavam Gopikavallabham Janakinayakam Ramachandram Bhaje॥ Achyutam Keshavam Satyabhamadhavam Madhavam Shridharam Radhikaradhitam। Indiramandiram Chetasa Sundaram Devakinandanam Nandajam Sandadhe॥ Vishnave Jishnave Shankhine Chakrine Rukminiragine Janakijanaye। Vallavivallabhayarchitayatmane Kansavidhvansine Vanshine Te Namah॥ Krishna Govindahe Rama Narayana Shripate Vasudevajita Shrinidhe। Achyutananta He Madhavadhokshaja Dvarakanayaka Draupadirakshaka॥ Rakshasakshobhitah Sitaya Shobhito Dandakaranyabhupunyatakaranah।…

Shankaracharya Krit Shivashtakam

|| Shankaracharya Krit Shivashtakam PDF || Tasmai Namah Paramakaranakaranaya Diptojjvalajjvalitapingalalochanaya। Nagendraharakritakundalabhushanaya Brahmendravishnuvaradaya Namah Shivaya॥ Shrimatprasannashashipannagabhushanaya Shailendrajavadana-chumbitalochanaya। Kailasamandaramahendraniketanaya Lokatrayartiharanaya Namah Shivaya॥ Padmavadatamanikundalagovrishaya Krishnagaruprachurachandanacharchitaya। Bhasmanusha-ktavikachotpalamallikaya Nilabjakanthasadrishaya Namah Shivaya॥ Lambatsapingalajatamukutotkataya Danshtrakaralavikatotkatabhairavaya। Vyaghrajinambaradharaya Manoharaya Trailokyanathanamitaya Namah Shivaya॥ Dakshaprajapatimaha-makhanashanaya Kshipram Mahatripuradanavaghatanaya। Brahmorjitordhvagakarotinikrintanaya Yogaya Yoganamitaya Namah Shivaya॥ Sansarasrishti-ghatanaparivartanaya Rakshah Pishachagana-siddhasamakulaya। Siddhoragagrahaganendranishevitaya Shardulacharmavasanaya Namah Shivaya॥ Bhasmangaragakri-tarupamanoharaya Saumyavadatavanamashritamashritaya। Gaurikatakshanayanardhanirikshanaya Gokshiradharadhavalaya Namah Shivaya॥ Adityasomavarunanilasevitaya Yagyagnihotravaradhumaniketanaya।…

Shri Vasupoojya Aarti

|| Shri Vasupoojya Aarti PDF || Om Jai Vasupoojya Swami, Prabhu Jai Vasupoojya Swami Panchakalyanak Adhipati Swami, Tum Antaryami ।। || Om Jai Vasupoojya Swami…|| Champapur Nagari Bhi Swami, Dhany Hui Tumse। Jayarama Vasupoojya Tumhare Swami, Maat Pita Harashe ।। || Om Jai Vasupoojya Swami…|| Bal Brahmachari Ban Swami, MahaVrat Ko Dhara। Pratham Balayati Jag…

Shri Munisuvrat Swami Aarti

|| Shri Munisuvrat Swami Aarti PDF || Om Jai Munisuvrat Swami, Prabhu Jai Munisuvrat Swami Bhakti Bhav Se Pranamun Tumko, Jai Antarayami || Om Jai Munisuvrat Swami… Rajgrihi Mein Janm Liya Prabhu, Anand Bhayo Bhari Sur-Nar-Muni Gun Gaaye Tihari, Aarti Kar Thaari || Om Jai Munisuvrat Swami… Pita Tumhare Sumitra Raja, Shyama Ke Jaaya Shyamvarn…

Shri Siddhachakra Dev Aarti

|| Shri Siddhachakra Dev Aarti PDF || Jai Siddhachakra Deva, Jai Siddhachakra Deva Karat tumhari nish-din, man se sur-nar-muni seva || Jai Siddhachakra Deva || Gyanavarni Darshanavarni Moh Antaraya, Naam Gotra Vedaniya Ayu Ko Nashi Moksha Paya || Jai Siddhachakra Deva || Gyan-anant Anant-darsh sukh Bal-anantadhari, Avyabadh Amurti Agurulaghu Avagahanadhari || Jai Siddhachakra Deva ||…

Shri Sambhav Nath Aarti

|| Shri Sambhav Nath Aarti PDF || Aarti Sambhavanath Tumhari, Hum Sab Gaye Mahima Tihari. Chaudah Varsh Tapasya Thani, Karmajayi Tum Keval Gyanai. Shish Jhukate Bhakt Pujari, Aarti Sambhavanath Tumhari. || Hum Sab Gaye Mahima Tihari…|| Tumne Atmajyoti Prakatayi, Karm Shatruo Par Jay Payi. Sankatahari Shiv Bhartari, Aarti Sambhavanath Tumhari. || Hum Sab Gaye Mahima…

Shri Dharmnath Aarti

|| Shri Dharmnath Aarti PDF || Aarti kije Prabhu Dharmnath ki, Sankat Mochan Jin Nath ki. Magh Sudi ka din tha uttam, Subhadra ghar janm liya Prabhu. Raja Bhanu ati harshaye, Indra ne ratna barsaye. Aarti kije Prabhu Dharmnath ki, Sankat Mochan Jin Nath ki. Yuvaavastha mein Prabhu aaye, Raj kaaj mein man na lagaye….

Join WhatsApp Channel Download App