|| Krishna Chalisa ||
॥ Doha ॥
Banshi Shobhit Kar Madhur,
Neel Jalad Tan Shyam ।
Arun Adhar Janu Bimbaphal,
Nayan Kamal Abhiram ॥
Poorn Indra, Aravind Mukh,
Peetambar Shubh Saaj ।
Jay Manmohan Madan Chhavi,
Krishnachandr Maharaj ॥
॥ Chaupai ॥
Jai Yadunandan Jai Jagavandan ।
Jai Vasudev Devaki Nandan ॥
Jai Yashuda Sut Nand Dulare ।
Jai Prabhu Bhaktan Ke Drg Tare ॥
Jai Natnagar, Naag Nathiya ।
Krishn Kanhiya Dhenu Chariya ॥
Puni Nakh Par Prabhu Girivar Dhaaro ।
Aao Deenan Kasht Nivaro ॥ 4 ॥
Vanshi Madhur Adhar Dhari Terau ।
Howe Poorn Vinay Yah Merau ॥
Aao Hari Puni Makhan Chakho ।
Aaj Laaj Bharat Ki Rakho ॥
Gol Kapol, Chibuk Arunare ।
Mridu Muskan Mohini Daare ॥
Rajeet Rajiv Nayan Vishala ।
Mor Mukut Vaijantimala ॥ 8 ॥
Kundal Shravan, Peet Pat Aachhe ।
Kati Kinkini Kaachhani Kachhe ॥
Neel Jalaj Sundar Tanu Sohe ।
Chhabi Lakhi, Sur Nar Muniman Mohe ॥
Mastak Tilak, Alak Ghungharale ।
Aao Krshn Baansuri Wale ॥
Carry Paya Paan, Putnahi Tariyo ।
Kka Baka Kagasura Maryo ॥ 12 ॥
Madhuvan Jalat Agin Jab Jwala ।
Bhai Sheetal Lakhatahin Nandalala ॥
Surapati Jab Braj Chadhyo Risai ।
Moosar Dhaar Vaari Varshai ॥
Lagat Lagat Lagat Vraj Chahan Bahayo ।
Govardhan Nakh Dhari Bachayo ॥
Lakhi Yasuda Man Bhram Adhikai ।
Mukh Manh Chaudah Bhuvan Dikhai ॥ 16 ॥
Dusht Kans Ati Udham Machayo ।
Koti Kamal Jab Phool Mangayo ॥
Naathi Kaliyahin Tab Tum Linhen ।
Charan Chihn Dai Nirbhay Kinhen ॥
Kari Gopin Sang Raas Vilasa ।
Sabki Pooran Kari Abhilasha ॥
Ketik Maha Asura Sanharyo ।
Kanshi Cesh Pakdi De Maryo ॥ 20 ॥
Matpita Ki Bandi Chudai ।
Ugrasen Kahan Raaj Dilai ॥
Mahi Se Mritak Chhahon Sut Laayo ।
Maatu Devaki Shok Mitayo ॥
Bhaumasur Mur Daity Sanhari ।
Laaye Shat Dash Sahasakumari ॥
Dai Bhimahin Trina Chir Sahara ।
Jarasindhu Rakshas Kahan Maara ॥ 24 ॥
Asura Bakasura Adik Maryo ।
Bhaktan Ke Tab Kasht Nivaryo ॥
Deen Sudama Ke Duhkh Taaryo ।
Tandul Teen Moonth Mukh Daary ॥ ॥
- hindiश्री कृष्ण चालीसा
- englishShri Krishan Chalisa
- tamilஶ்ரீக்ருʼஷ்ண சாலீஸா
- gujaratiશ્રીકૃષ્ણ ચાલીસા
- odiaଶ୍ରୀକୃଷ୍ଣ ଚାଲୀସା
- kannadaಶ್ರೀಕೃಷ್ಣ ಚಾಲೀಸಾ
- bengaliশ্রীকৃষ্ণ চালীসা
- assameseশ্ৰীকৃষ্ণ চালীসা
- punjabiਸ਼੍ਰੀਕ੍ਰੁਸ਼਼੍ਣ ਚਾਲੀਸਾ
- teluguశ్రీకృష్ణ చాలీసా
- malayalamശ്രീകൃഷ്ണ ചാലീസാ
- hindiश्री कृष्ण चालीसा
- englishShri Krishna Chalisa
Found a Mistake or Error? Report it Now